Website (Blog) Kaise Bnaye In Hindi

Website Blog Kaise Bnatey hai In Hindi Aap Website blog Crate Karke Paise Bhi Kma Saktey Make Money Ke Liy Website Ek Bhut Bada Jariya ban gya hai Online World Ka Ek important question Website kaise Crate Bnaye Aap online Business Krna Chahtey hai Aap Apne Knowledge Share krna Chahtey hai Aap Website Blog Crate Kr saktey ye Google ki Hi ek Service hai Jo Blogger.com Pr blog crate kr saktey hai aap Kuch Step follow kre blog bnane ke liy
Manish Sharma
Hello Friends Aaj Main
apko Online World ka Ek Important Question Btaunga Ki Website Kaise Banti Hai.

Agar Aap Online Business Karna Chahtey Hai Ya Apni Knowledge Ko Share Karna Chahtey hai. Apni E-Commerce Website (Blog) Banana Chahtey Hai Toh Aapko Google Ki Help Se Ek Blog Crate Karna Padega.


Blog Crate karne Se  Pahle Main aapko ye Bta Du ki Blog Hum Blogger.com Per Bnayenge Ye Google Ki Hi Ek Service Hai. Jo Bilkul Free Hai.

Blog Kaise Bnaye

Blog Bnane Ke Liy Kis Chij Ki Zarurat Padti hai.

1. Gmail Account
2. Computer

Question--- Kya Hum Mobile Se Blog Nahi Bna Saktey.

Answer----  Sab Logo Ka Yahi question Hota Kahr Unki Bhi Galti Nahi Kyo ki Unke Pass Sirf Mobile hi  Hota Hai Per Haa Aap Mobile Se Bhi Blog Bna Saktey Hai Per Blog Ko Handel Karne Main Computer Ki Zarurat Padegi. Kyoki Mobile Har Chij ki Support NHi karta hai.


1.Website (Blog) kaise Bnaye
Aap Mujhe Step By Step Follow Kre

2. Sabse Pahle Aap www.Blogger.com per jaye.

Aap Isme Sabse Pahle Apni Gmail I'd Se Login Kre!



Blogger.com Sign in

3. Fir Ek Popup Window Khulegi Aap New Blog Ke Button Per Click Kre.
New Page Crated



4. AB Ek New page Khulega

Isme Aapko Apne Blog Ka Title Blog Link URL Or Template Select Karke Crate Blog Ke Button Per  Click Kre!


Crate Blog Detail

1. is me Aapko Apne Blog Ka Title Daalna hai

2. Isme Aapko Apne Blog Ka Address Daalna Hai

3. isme Aapko Template Select karna Hai.

4. Ab Aapko Crate Blog! Ke Button Per Click karna Hai.

Ye Lijiye Aapko Website ( Blog) Ready Hai.

NOTE>>>>> Ek Baat Ka Dhyaan Rakhe Ki Jo Blog Ka Link rahega uske Aage Blogspot LGA Hota Hai.

Example>>>  jaise Ke Ye Link Hai  mstarapps.blogspot.com

Iske Aage Blogspot  LGA Hua hai Ise Kaise Htaye!

Main Aapko Agli Post Main Btaunga ki Blogspot kaise htaye!

Agar Aapko Blog Bnane Main Kuch Pareshani Ho Rhi Hai Toh Comment Kre! Main aapki Help Karunga!

Post a Comment

💬 कमेंट करने के नियम

👉 हमें खुशी होगी जब आप Desh Soch पर अपनी राय साझा करेंगे।
लेकिन कमेंट करते समय कृपया इन बातों का ध्यान रखें:

1. पोस्ट से संबंधित कमेंट करें – अगर कोई अलग सवाल है, तो कृपया उसे हमारे Q&A Forum में पूछें।

2. सभ्य भाषा का उपयोग करें – गलत या आपत्तिजनक शब्दों का प्रयोग न करें।

3. एक ही कमेंट बार-बार न करें – अगर हमने अभी जवाब नहीं दिया है तो कृपया इंतज़ार करें।

4. Duplicate कमेंट से बचें – एक ही बात को बार-बार लिखने की ज़रूरत नहीं है।

🙏 आपके सुझाव और विचार हमारे लिए क़ीमती हैं। सही तरीके से किया गया कमेंट हमें और बेहतर लिखने के लिए प्रेरित करता है।